Tuesday, 22 February 2011

TUM MERE HO.....

ek baar fir keh do...
tum mere ho.....
ki aaj bhi tumhe mujh se pyar h...
ki dil aaj bhi bekaraar hai...
ki milna aaj bhi jaruri hai...
ki tum bin her khwaaish adhuri h...
her pal bas tera intzaar hai....


jaanti hu main ki wo...
mausam badal gaya....
pyar ka wo pehla sawaan nikal gaya...
wo rut...wo hawa.......wo baadal ....wo paani...
unhe to yaad hongi ...
teri meri kahaani.....

ek baar tum un yaado me doob ker..
bas ek baar keh do...

TUM MERE HO.....
         TUM MERE HO......
                   TUM MERE HO........